JIYE TOH JIYE KAISE 2.0 LYRICS – Stebin Ben

Jiye Toh Jiye Kaise 2.0 Lyrics by Stebin Ben is Hindi song sung by Stebin Ben and this song is featuring Shoaib Ibrahim, Dipika. Jiye Toh Jiye Kaise Lyrics song lyrics are penne down by Sanjeev Chaturvedi while music is Composed by Sanjeev Chaturvedi and video has been directed by Garry Vilkhu.

Jiye Toh Jiye Kaise 2.0 Music Video

Jiye Toh Jiye Kaise 2.0 Song Details
Song– Jiye Toh Jiye Kaise 2.0
SingerStebin Ben
Music– Sanjeev Chaturvedi
Lyrics– Sanjeev Chaturvedi

Jiye Toh Jiye Kaise 2.0 Lyrics

Aankhon Mein Nami Hai
Bas Teri Kami Hai
Hai Khafa Khafa Yeh Zindagi

De Jaa Rihayi Yaara
Is Zindagi Se
Jismein Tu Shamil Nahi

Jiye Toh Jiye Kaise Haaye Bin Aapke
Jiye To Jiye Kaise Haaye Bin Aapke
Lagta Nahi Dil Kahin Bin Aapke Haaye
Jiye Toh Jiye Kaise Haaye Bin Aapke

Hathon Se Hath Chhoota
Har Ek Khwaab Toota
Bikhra Sa Hoon Main Tere Bina

Hathon Se Hath Chhoota
Har Ek Khwaab Toota
Bikhra Sa Hoon Main Tere Bina
Tere Bina Mera Koyi Bhi Nahi
Koyi Bhi Nahi

Jiye Toh Jiye Kaise Haaye Bin Aapke
Jiye To Jiye Kaise Haaye Bin Aapke

Kaise Batlaun Tujhe Kitna Main Chahun
Agar Tu Na Mila

To Main Mar Hi Na Jaaun
Tu Hi Mera Hai Junoon
Tu Hi Mera Hai Sukoon
Tere Bin Ek Pal Ab Jee Na Sakun
Tere Bina Ek Pal Ab Jee Na Sakun
Tere Bina Ek Pal Ab Jee Na Sakun
Tere Bina Ek Pal Ab Jee Na Sakun

Jiye Toh Jiye Kaise Haaye Bin Aapke
Jiye To Jiye Kaise Haaye Bin Aapke

Also Read: Continue reading at

SAMAJH NA PAAOGEY LYRICS – Stebin Ben

O DILBAR YAARA LYRICS – Stebin Ben

MOHABBAT HAI LYRICS – STEBIN BEN

REHNE LAGE TUM DIL MEIN LYRICS – Stebin Ben

ISHQ DA ROG LYRICS – STEBIN BEN

You may also like...